Thursday, 13 December 2012

Na aaya kabhi…

Chehere pe chehra lagakar hame jeena na aaya kabhi…
Gam ko chhupakar muskurahat ko sajana na aaya kabhi….
Es baat se khafa ho tum ke hame manana na aaya kabhi…
Ruthe to tum the, tumhe hi hamare man me jhankna na aaya kabhi….

1 comment:

  1. Har koi chahe ki use manaye koi..
    Toh kyu mukarte ho..
    Jab manane ki hai tumhari baari?!

    ReplyDelete